Sunday, July 3, 2011

DIL DIFFERENT MEAN CONCEPT BY ZAMAN FAROOQI

DIL KUCH QAVI JO POETRY.S LIKHTAIN HAY UNHO NAY DIL KO BOHAT NAAM DIYAY HAY

KABHI USSAY JAANA KAHA
KABHI USSAY DILBAR KAHA
TOH
KABHI USSAY MUHABAT KA AHEM PEHLO

LIKHNAY WAALO NAY DIL KO BOHAT AALA MAQAAM DIYA HAY
PAR USS NAZUK SA LIBADA ORHAY DIL KO AAJ DUNYA MAY KITNA TORA JA RAHA HAY
PAR YAY DIL PHIR BHI DHARAK RAHA HAY APNI PORI IMAN DAARI SAY

JO QADAR KARTAIN HAY DIL MAY BASNAY WALAY PYAAR KI
FAROOQI
WO AISAY AASHNA CHEHRO KO CHORTAIN NAHI NAZUK SAY DIL KO TORTAIN NAHI

THINK BY:::::::::: ZAMAN FAROOQI

No comments:

Post a Comment