Thursday, February 10, 2011

RAABITA

tum say raabita nahi hay mera phr bhi aas hay
tu paas nahi hay meray phr bhi iss dil ko teri pyaas hay

uss pyaas ki tarap bohat khaas hay
iss dil ko tera bohat ahysaas hay

tu bhi yaas karti ho gi mujhay jaana
keu k meri muhabat bohat dewana war hay

aansu teray bhi ho gain mujhay yaad kar k jaana
keu k teray meray pyaar may jo itni barsaat hay

roz intizaar rehta hay teray aanay ka
teray leyay meri dil ki nagri udhaas hay

by zaman farooqi

No comments:

Post a Comment