kabhi apno ko iss tarha bhulaya nahi kartay
apnay zakhm un say u chuphaya nahi kartay
pata nahi zindagi k or kitnay din baaqi hay
u dil may koi baat chupaya nahi kartay
laakh dard ho dil may ruswaai ka
uss dard ko aankho say chupaya nahi kartay
zamana zaalim hota hay
zamanay k zulmo ko bhulaya nahi kartay
iss hijar may bewafa log bastain hay
bewafaao say koi aas lagaya nahi kartay
koi jo tum ko pyaar dain tumhari baat ko asbaat dain
uss ka haat sar-a-bazaar churaya nahi kartay
by zaman farooqi
THE POET IS ONE MAN IN THIS WORLD WHEN HE AXPRESS SORROW HIS OWN WRITE THE OWN WRITE SHAPE IS CALLED POETRY. < AFFIRN I SAY I WILL NOT GIVE A DECIVE POETRY. BECUSE POETRY IS POET DEEP HEART BEAT. > BY::::::::: ZAMAN FAROOQI
Thursday, December 30, 2010
Saturday, December 25, 2010
tujhay kia khabr
Tujhay kia khabar meray zakhmo ki aaiy zamana--e--dil
Tujhay toh khushio k mehwar nay gehra hoaa hay
hum toh kab ka kar chukay hay kinara dunya say
humain udaasio nay nay gehra hoaa hay
by::::::::::::: zaman farooqi
Tujhay toh khushio k mehwar nay gehra hoaa hay
hum toh kab ka kar chukay hay kinara dunya say
humain udaasio nay nay gehra hoaa hay
by::::::::::::: zaman farooqi
Wednesday, December 22, 2010
phr bhi zindagi meay saaht hay
ab toh koi na aas hay
ab toh koi na paas hay
phr bhi zindagi meay saaht hay
na koi din khaas hay
na koi dil k paas hay
meri zindagi udhaas hay
phr bhi zindagi meray saaht hay
na koi umang hay
na koi tarang hay
keu yay zindagi bay rang hay
subha anjaan hay
raatain veraan hay
phr bhi zindagi meray saaht hay
ab toh koi na paas hay
phr bhi zindagi meay saaht hay
na koi din khaas hay
na koi dil k paas hay
meri zindagi udhaas hay
phr bhi zindagi meray saaht hay
na koi umang hay
na koi tarang hay
keu yay zindagi bay rang hay
subha anjaan hay
raatain veraan hay
phr bhi zindagi meray saaht hay
MULAQAT APNI ROOH SAY
may nay poucha kon ho tum
uss nay kaha aaatma teri
may nay poucha tu rehti kaha hay
uss nay kaha teray mati k shahreer may
may nay poucha tera kaam kia hay
uss nay kaha teray sang rehyna
may nay poucha k tujhay muj may acha kia lagta hay
uss nay kaha tera shahreer
may nay poucha k tu udhaas kab ho gi
uss nay kaha k jab teray shahreer may na ho gi
may nay kaha k tu chali ja meray shahreer say
uss nay kaha k ek baar rooth kar toh daikh
zaman farooqi

Wednesday, December 15, 2010
kahi say aaj phr teray muskuranay ki awaz aai hay
kahi say aaj phr teray muskuranay ki aawaz aai hay
hawa muskurai hay shama lehraai hay
aankho may aanso k selaab phr say laai hay
zaban nay phr say teray naam ki tasbi duhraai hay
phr subha honay say pahylay raat aai hay
raat may teri yaadoh ki bahaar aai hay
teray badan ki khsubo hawa nay bikhraai hay
kahi say aaj phr teray muskuranay ki awaz aai hay
by;;;;;;;;;;;;; ZAMAN FAROOQI

Friday, December 10, 2010
naazuk se palkain utha kar
naazuk se palkain utha kar
chehray par muskan saja kar
aasbat may sar hala kar
meray jewan may chali aana
teri zulfo ki maang bana kar
apnay pyaar ka rang baasaao
teray jewan may apna pyaar sajaao
tu pyaar say jo kahay mujhay
may wohi geet sunaao
may tujhay apni zindagi ki kahani banaao

Wednesday, December 8, 2010
meri duaao may
meri duaao may baatoh may yaadoh may aaso may pahylay jo aata hay wo naam hay tera
meri neendoh may khwaabo may dil may saanso dharkhta hay wo naa hay tera
meri zindagi ki baharo may khobsurat nazaaro may pahylay jo aata hay wo naam hay tera
by malik zaman farooqi:::::::::::::::::::::::::;

Friday, November 19, 2010
koi eid meray ghar may teray naam say ho
koi eid meray ghar may teray naam say ho
meri eid ki subha-o-shaam teray dedaar say ho
koi apna ho meri eid ko bahaar karay
meri zindagi may eido ko yalgaar karay
bohat tarap hay koi muj ko pyaar say eid par izhaar karay
meri zindagi ko eido ki talab gaar karay
by::::; ZAMAN FAROOQI::::::::::::::::::

Wednesday, November 17, 2010
AANKHO SAY APNAY PYAAR KA IZHAR KAR DAINA
KABHI AANKHO SAY APNAY PYAAR KA IZHAAR KAR DAINA
MUNTAZIR HAY FAROOQI TERAY PYAAR K IZHAAR KA
TUJHAY HASSAR-E-MUHABAT K LUTAF-O-SEHARMAY GHUMAAO
TERI ZULFO KO TERAY SHAANO PAR AISAY BIKHRAAO
TERI SISKEU KO APNAY PYAAR SAY KUCH AISAY BARHAAO
TERI TASKEEN BHI HO JAAIY TERA IZHAAR BHI HO JAAIY
TERI SAANSO KO APNI SAANSO KA TALBGAAR KAR DOUN GA
MAY APNAY PYAAR KA TERI ZINDAGI MAY HASSAR KAR DOUN GA
POETRY BY: ZAMAN FAROOQI:::::::::::::::::::::::;;

Sunday, November 7, 2010
may tuj say kuch kahyna chahta ho
may tuj say kuch kahyna chahta ho
jab saamnay tu aati hay may sab bhol jata ho
may tuj say larna chahta ho torthna chahta ho
teri awaz sunnta ho may sab bhol jata ho
may apnay dukh tuj say baatna chahta ho
tu mera haat thamti hay toh sab dard bhol jata ho
tu kaha kho gai hay meri jaan may dhondna chahta ho
tujhay dhondtain dhondtain may saansay bhol jata ho

Saturday, October 30, 2010
HUMAIN EK DOSRAY K SAAHT JEENAY DIAN
DUNYA HUMAIN MILNAY NA DAIN TOH KIA RANJ HAY
WO MERA PYAAR HAY BAS YAY HE MUJHAY PSND HAY
MAY OR MERA PYAAR AB SAPNO MAY MILTAY HAY
APNAY PYAAR KA JAAL AB SAPNO MAY BUNTAIN HAY
USSAY SAPNO MAY KHAYNA HAY JAB JAAG JATA HO TOH
BOHAT TAKLEEF HOTI HAY
CHALO AB DUNYA SAY KAHYTAIN HAY
HUMAIN AB OR NA DUKH DAIN
HUMAIN EK DOSRAY K SAAHT JEENAY DAIN
BY ZAMAN FAROOQI::::::::::::::::::::::::

Friday, October 15, 2010
BOHAT TUJHAY CHAHA HAY
bohat tujhay chaha hay
iss dunya say maanga hay
meri qismat may tu nahi
yay dunya nay bataya hay
tu muj say milay gi toh tuj ko batana hay
teray bin jeena k sa mout ko galay lagana hay
dunya may tera saaht nahi mila toh kia hoaa
roz-e-aakhrat may tera haat rab say maango ga
iss dunya may tera haat ab kisse say nahi maango ga

Tuesday, October 12, 2010
MERI MUHABAT KA TU NAY KIA SILA DIYA
meri muhabat ka tu nay kia sila diya
meri chahat ka tu nay kia sila diya
teri yaadain teri baatain bohat tarpaati hay
un baatoh un yaadou ko bhula diya
teray waaday saray fariab thay
meray dil ko tu nay jala diya
bhalay zamanay may muj ko tanha kia
uss ki judaai nay meray dil par waar kia
meray dil ko k sa rog diya
ab dil nay dharkna chour diya
mri zindagi nay mera saaht cour diya
meri muhabat ka tun kia sil diya

Saturday, October 2, 2010
JAAN TUM AAJAOU
JAAN TUM AAJAOU
JAAN TUM AAJAOU
NARAAZ HO TUM SAY KHAYNA CHAHTA HO
TUM NAY NA POUCHA KEU NARAZ HO MUJ SAY
AISAY BHOL BAITHI HO ISS ZINDAGI MAY
KUCH PATA NAHI TUM JAAN KAISEE HO
AGAR PYAAR HAY MUJ SAY TOH LOUT KAR AAJAOU
APNAY SARAIN DUKHO KO CHOUR KAR AAJAOU
AGAR MUJ SAY PYAAR HAY TOH KEU INTIZAAR HAY
HUMAIN TUM BHOL BAITHI HO TUM SAY HE PYAAR HAY
TUM NA MILEE JAAN-E-JAANA YAY ZINDAGI BAIKAAR HAY
JAAN TUM AAJAOU JAAN TUM AAJAOU
BY ZAMAN FAROOQI

Tuesday, September 28, 2010
mujhya uss ki doli ka rakhwala bana doun
aakhri jhalak koi meray yaar ki muj ko dikhla doun
may uss say kitna pyar karta ho yay baat dunya ko batla doun
phr chahay uss ki doli utha doun
mujhay uss ki doli ka rakhwala bana doun
uss k haatoh par lagi mahndi ka rang muj ko diklha doun
uss ki aankho say koi aansou ka selaab toh hata doun
chahay muj ko maar doun ya latka doun
may uss ka na ho saka koi mout ka sahara dila doun

apni yaadain bhi saaht lay gai
kiyay wadain wo sab bhol gai
na janay keu wo humain aisay bhol gai
jaanta ho uss k saaht masaaib ki lakeerain hay bay panha
par pyaar ko aisay zamanay may aikala chour gai
kia haq tha uss ko meri zindagi say u chalay janay ka
jo jaatain jaatain apni yaadain bhi saaht lay gai

Wednesday, September 22, 2010
neendo may pyaar ka silsila
neendo may pyaar ka silsila aagaya hay
koi naya chehra nighaao may agaya hay
baatain aisee hay uss ki sonay nahi daiti
pyaar karti hay itna ronay nahi daiti
dunya say muj ko chupana chahti hay
sirf muj say pyaar jatana chahti hay
apni zulfain meray chehray par ghirana chahti hay
apnay labo say meray labo ko milana chahti hay
apni baho may basa kar seenay say lagana chahti hay
seenay say laga kar pyaar bharana chahti hay
neendo may pyaar ka silsila aagaya hay
koi naya chehra nighaao may aagaya hay

Tuesday, September 21, 2010
KOI KARISHMA DKHA
Meray Parwardigaar Koi Krishma Dikha
Ussay Haqeqat Main Nahi Toh Khwaab Main Mila
Ek Hasrat Si Hay Uss Say Milnay Ki
Meri Hasrat Ko Parwardigaar Poura Farma
Dil K Haal Tu Jaanta Hai Parwardigaar
Uss K Dil Ka Haal Sirf Mujhain Suna
Ussay Meray Khwaab Ki Zeenat Bana
Dainay Waali Zaat Teri Hai Parwardigaar
Ussay Meri Zindagi Ka Saathi Bana

Wo Meri Zindagi Wo Meri Jaan Hain
Wo Meri Zindagi Wo Meri Jaan Hain
Wo Meri Zindagi Ka Aaraam Hain
Uss Ko Paana Mera Janoon Hai
Wo Meri Zindagi Ka Sakoon Hai
Wo Subha Hain Wo Shaam Hain
Wo Meri Zindagi Ka Aaraam Hain
Wo Khilta Hoaa Gulaab Hain
Uss Ki Khushbo Pana Mera Kaam Hain
Uss Ki Aankho Main Aisa Shabab Hain
Uss Ki Baataoh Main Aisa Kamaal Hain
Uss Ki Mahyfil Main Aisa Ahysaas Hai
Uss Ki Mahyfil Main Baithna Mera Kam Hai

Tujhain Daikhnay Ko Tarsta Hai Dil
Tujhain Daikhnay Ko Tarsta Hai Dil
Tujhain Paanay K Leyay Dua Karta Hai Dil
Dikhain Na Tumhain Koi Or Yahi Arz Karta Hai Dil
Barhi Mushkilo Say Sambhlta Hai Dil
Teray Pyaar Ka Main Ho Talabgaar
Tera Daaht Rahay Sada Meray Saaht
Teri Taraf Zindagi Ki Baharain Moor Doun
Tu Jo Kahay Toh Chaand Taaray Tour Doun
Teri Maang Main Bharo Apnay Pyaar Ka Rang
Teray Chehrey Ko Main Daikhta Raho Sanam
Teri Muskuraht Main Sunta Raho Sanam
Sada Tera Saaht Main Maangta Raho Sanam

MERI MAA
Meri Maa Sach Main Toh Gulaab See Hai
Jiss Ki Khushbo Say Poura Ghar Mahykta Hai
Meri Maa Chand-E-Mahataab See Hai
Jiss K Honay Say Ghar Main Ujaala Rehyta Hai
Meri Maa Khuda-Wand-Kareem Ka Tohufa Hai
Jiss Ka Koi Moul Nahi
Meri Maa Ki Aagosh Main Bay-Had Sakoon Hai
Meri Maa Ki Louri Main Bay-Had Sarour Hai
Meri Maa K Ghar Main Honay Say Ghar Jannat Sa Lagta Hai
Ghar Ki Sab Khushiya Teray Dam Say Hain Meri Pyari Maa

Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Labo Ki Sar Sarahat Say
Aankho K Band Honay Tak
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Sarapa-E-Noor Ho Tum
Khobsurat Hoor Ho Tum
Zulfain Hain Ghayri Kaali
Teri Aankho Main Kaajal
Teray Honto Ki Surkhi
Teray Gaalo Ki Narmi
Tumhain Hum Kahytain Hain
Malka-E-Hoor Ho Tum
Teray Baarain Main Soch Kar Hum
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Aankho K Band Honay Tak
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Sarapa-E-Noor Ho Tum
Khobsurat Hoor Ho Tum
Zulfain Hain Ghayri Kaali
Teri Aankho Main Kaajal
Teray Honto Ki Surkhi
Teray Gaalo Ki Narmi
Tumhain Hum Kahytain Hain
Malka-E-Hoor Ho Tum
Teray Baarain Main Soch Kar Hum
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Tumhain Hum Yaad Kartain Hain
Ab Teray Shehr Main Hum Nahi Aaiy Gai
Ab Teray Shehr Main Hum Nahi Aaiy Gai
Ab Teri Baatain Hum Nahi Duhraaiy Gai
Teray Shehr Ki Rangeni Humain Raas Nahi Hai
Hum Hain Saadain Log Humain Pyaas Nahi Hai
Teray Shehr Main Muhabat Aam Nahi Hai
Teray Shehr Ki Boli Main Mithaas Nahi Hai
Teray Naam K Diyay Ab Nahi Jalaaiy Gai
Teri Aas Apnay Rab Say Nahi Lagaaiy Gai
Ab Teray Shehr Main Hum Nahi Aaiy Gai
Meri Aankho Main Aansu Jitnay Bhi Aaiy Gai
Bheegti Aankho Ka Taasur Chehray Par Nahi Laaiy Gai
Ab Teray Shehr Main Hum Nahi Aaiy Gai
Khudgarz Muhabat Main Hum Ho Jaaiy Gai
Koi Humain Chahay Ga Ussay Yay Bataaiy Gai
Teri Muhabat K Fraiab Main Hum Nahi Aaiy Gai

Uss Ka Jana
Uss Ka Jana Meray Jewan Say
Meri Rooh Ka Jaana Ho Ga
Meray Jeewan Main Kitnay Dard Hain
Ussay Ye Batana Ho Ga
Tujhay Paanay K Leyay Iss Jeewan Main
Kuch Bhi Kar Sakta Hoon
Teray Leyay Jee Sakta Hoon
Teray Leyay Mar Bhi Sakta Hoon
Meri Rooh Ka Jaana Ho Ga
Meray Jeewan Main Kitnay Dard Hain
Ussay Ye Batana Ho Ga
Tujhay Paanay K Leyay Iss Jeewan Main
Kuch Bhi Kar Sakta Hoon
Teray Leyay Jee Sakta Hoon
Teray Leyay Mar Bhi Sakta Hoon
Wo Chehra Chaand Chehra Hai
Wo Chehra Chaand Chehra Hai
Uss K Chehray Par Saja Pholo Ka Sehra Hai
Uss Sehray Main Hay Mera Koi Apna
Jisay Main Nay Tuj Say Duaao Main Maanga Hai
Main Tuj Say Maango Uss Ki Aadatian
Main Tuj Say Maango Uss Ki Naazaktain
Wo Chehra Sab Say Pyara Hai
Jisay Tu Nay Meri Zindagi Main Basaya Hai
Ussay Daikh Kar Mosam Nay Rukh Badal Daala Hai
Wo Meray Saath Chalay Toh Baadlo Nay Apna Pyaar Barsa Daala Hai
Ussay Tu Meray Naseeb Ki Barish Bana Dai
Main Uss Ka Ho Wo Meri Hai
Yay Tu Dunya Ko Bata Dia
Wo Chehra Chaand Chehra Hai
Uss Ki Maang Main Rung Meray Naam Ka Racha Hai

Teri Masoom Nighaao May
Teri Masoom Nighaao May Bohat Suhanay Khwaab Hay
Teri Chanchal Adaao May Bohat Khobsurat Ayhsaas Hay
Teray Lahyjay May Jo Mithaas Hay Teri Seerat Ka Jalaal Hay
Teri Surat Ka Kamal Hay Tu Rab-E-Kainaat Ka Khobsurat Shahkaar Hay
Teri Chanchal Adaao May Bohat Khobsurat Ayhsaas Hay
Teray Lahyjay May Jo Mithaas Hay Teri Seerat Ka Jalaal Hay
Teri Surat Ka Kamal Hay Tu Rab-E-Kainaat Ka Khobsurat Shahkaar Hay
Zamana Bhol Jatay Hain
Kabhi Tum Yaad Aati Ho Zamana Bhol Jatay Hain
Tumhay Paa Kar Toh Lagta Hay Zamana Chor Dain Gain Hum
Teri Surat Ko May Nay Zamanay Say Churaya Hai
Teri Seerat Ko May Nay Apnay Dil May Basaya Hai
Main So Jaaou Meethi Neend Toh Sarhanay Aajana
Mujhay Tum Apnay Pyar Ki Nagri May Apnay Sang Lay Jana
Pyar Ki Nagri May Teray Sang Jeena Chaho Ga
Teray Sang Apni Har Khushi Baatna Chaao Ga

Ab Tanha Ho Main Koi Awaaz Toh Do
Ab Tanha Ho Main Koi Awaaz Toh Do
Meri Tanhaai Mera Saaht Toh Do
Meri Aankho Main Ashk Latadaad Toh Do
Tanhaai Main Dhondta Ho Apna Saaya
Meri Tanhaai Main Mera Koi Apna Na Aaya
Apno Nay Mujhay Aisa Rulayaa
Meri Tanhaai Main Aansoo Ka Sailaab Umad Aaaaya

BAY SHAK
Tu Lagaati Apnay Haatoh Par Meray Naam Ki Mehndi 5
Par Rab Ko Yay Kaha Manzoor Tha
Tuj Say Muhabat Kari Thi May Nay Bay Shak
Par Iss May Mera Kia Qasoor Tha
Tujhay Banaya Tha Apni Zindagi Bay Shak
Par Kabhi Ye Socha Nahi Tha
Tu Kisse Apnay K Naseeb Ki Baarish Thi
Iss Leyay Teray Kisse Apnay Ko Kosa Nahi Tha
Aankho May Aansou Thay Bay Shak
Tujhay Jaatay Hoaaiy Daikha Kisse Or Ki Zindagi May
Dil Nay Yay Socha
Ab Na Karain Gain Muhabat Iss Zindagi May

Teri Zulfo Ko Itnay Pyaar Say Suljhaao Ga Jaana
Meray Seenay Par Sar Rakh Kar So Jaao Jaana 5
Teri Zulfo Ko Itnay Pyaar Say Suljhaao Ga Jaana
Iss Ahysaas Say Saari Raat Teray Sang Baith Jaaoun Ga
Teri Neendou Ka Taqadus Pamaal Na Ho Jaana
Teri Baatoh Teri Aadaaou Nay Jo Hasaar Kaincha Hai
Main Teray Pyaar K Sehar May Kho Gaya Hon Jaana
Aadhi Raat Jab Teri Aankh Khul Jaaiy Jaana
Tu Barhay Pyaar Say Muj Say Kahay Mujhay Pyaar Karo Jaana
Teray Labou Say Apnay Dil Ki Pyaas Bujhaao Ga
Main Teri Zindagi Ka Aab-E-Hayaat Ban Jaaou Jaana

Teri Aankho Ka Kaajal Ban Jaaou 3
Sonhra Mukhra Hay Kitna Pyaraa
Adaaiy Maarnay Lagi
Zulfain Ghirnay Lagi
Palkain Jhuknay Lagi
Hont Sirknay Lagay
Lafz Bikhrnay Lagay
Aai Naram Se Jo Chehray Par Yay Muskurahat
Dil Yay Kahynay Laga Hay Tu Mera Pyaar
Teri Aankho Ka Kaajal Ban Jaaou
Thandi Thandi Hawa Jo Parhnay Lagi
Sansain Mahknay Lagi Chahat Barhnay Lagi
Tera Pyaar Say U Haat Pakrna
Nei Dunya Say Naata Jurna
Tu Jo Haat Meray Haat Par Rakhnay Lagi
Meri Muhabat Chahat Baihknay Lagi
Teray Pyaar May Apni Shidat Parwaan Charaao Ga
Teray Sang Aisay Pal Guzarna Chaho Ga

Ab Dil Ko Lagana Chour Diya 2
Muhabat May Tarpna Chour Diya
Yaha Baywafa Log Bastain Hay
Iss Leyay Wafa Ko Nibhana Chour Diya
Kartay Thay Kisse Say Pyaar
Ab Haq Jatana Chour Diya
Muhabat Ka Lafz Soona Soona Sa Lagta Hay
Iss Leyay Muhabat Say Rishta Nibhana Chour Diya
Pasand Kartay Thay Khobsurat Logo Ko
Iss Leyay Khobsurat Logo Ki Taraf Daikhna Chour Diya
Sajatain Hay Yaha Log Muhabat Ki Mahyfilain
Ab Un Mahyfilo May Baithna Chour Diya
Iss Dunya K Log Bohat Baywafa Hay
Iss Leyay Iss Dunya K Logo Say Dil Lagana Chour Diya
Farooqi Ko Toh Iss Dunya Ki Muhabat Nay Duba Diya
Iss Leyay Ab Leyhro Ko Chona Chour Diya

MY POETRY.S
Na Kartain Pyaar Toh Yay Haal Na HotA 1
Iss Muhabat May Naam Badnaam Na Hota
Yay Dil Kiss Muhabat K Lafz Say Aashna Na Hota
U Kagaz Ki Kashti Par Ilzaam Na Hota
Lakri K Makaano May Aag Ka Istimaal Na Hota
U Dill Ki Nagri May Toufaan Na Hota
U Baadlo K Ronay Par Ilzaam Na Hota
Yay Dil Kia Haal Sar-E-Aam Na Hota
Muhabat May Dil Badnaam Na Hotaa

Subscribe to:
Posts (Atom)